|
|
Saara Jahan Hai
Saara Jahan Hai Jiski Sharan Me.
Naman Hain Us MAA Ke Charan Me,
Hum hai us MAA Ke Charno Ki Dhul,
Aao Mil Kar Chadaye Shrradha Ke **Phul**.
JAI MATA DI
Maa Durga Aapko
Maa Durga Aapko Apni 9 Bhujaao Se:
1. Bal,
2. Buddhi,
3. Aishwarya,
4. Sukh,
5. Swasthya,
6. Daulat,
7. Abhijeet,
8. Nirbhikata,
9. Sampannata Pradan Kare…
JAI MATA DI
Mubarak Ho Apko Navratri
Laal Rang Ki Chunari Se Saja Maa Ka Darbar,
Harshit Hua Man, Pulkit Hua Sansar,
Nanhe-Nanhe Kadmo Se, Maa Aaye Aapke Dwar…..
Mubarak Ho Apko Navratri Ka Tyohaar.
JAI MATA DI
Humko Tha Intazar
Humko Tha Intazar Wo Ghadi Aa Gai,
Hokar Singh Par Sawaar Mata Rani Aa Gai,
Hogi Ab Mann Ki Har Muraad Puri…..
Harne Ab Saare Dukh Mata Dware Aa Gai..
Happy Navratri
Good wishes for a joyous Navratri
Fortunate is the one Who has learned to admire, But not to envy…
Good wishes for a joyous Navratri,
With a plenty of peace and prosperity…
Happy Navratri
N-Nav Chetna
N-Nav Chetna
A-Akhandjyoyi
V-Vighnanasak
R-Ratjageshwari
A-Ananddayi
T-Trikaldarshi
R-Rakshankarti
A-Anandmayi
May MAA DURGA Bless U Happy Navratri.
Maa durga hume sarvshreshtha banne ka
Maa durga hume sarvshreshtha banne ka
Saahas-ichha-dhairya pradan kare.
Unki aseem kripa hum par bani rahe!
Apko aur apke parivar ko
Navratri ki Shubhkamnaye
Ramji ki mahima
Ramji ki mahima
Sita maa ka dhairya
Lakshmana ji ka tej aur
Bharat ji ka tyaag
hum sabko jeevan ki seekh deta rahey.
Happy Chaitra Navratri.
Jai Maa Durge!
Jai Maa Durge!
Jai Maa Ambe!
Jai Maa Jagdambe!
Jai Maa Bhawani!
Jai Maa Sheetla!
Jai Maa Vaishno!
Jai Maa Chandi!
Mata Rani meri aur apki manokamna puri karey
Jai Mata di!
Pyar ka tarana uphar ho
Pyar ka tarana uphar ho
Khushiyo ka nazrana beshumar ho
Na rahe koi gam ka ehsas
Aisa navratra utsav is saal ho!
Happy Navratri!
|
|
|
|
|
|
|





