|
|
EID Ki Dua
EID Ki Dua “Chupkay say chand ki Roshni Choo Jaye Apko
Dheeray Say Ya Hawa Kuch Keh Jaye Apko
Dil Say jo Chahtay Hoo Maang Lo Khuda Say
Hum Dua Kartay Hain Mil Jaye Wo Apko
EID MUBARAK ho Aapko,
EID MUBARAK ho Aapko,
Dher sari tarif aur khusiya mile aapko,
But, Jab EIDI mile aapko to Please….
Aap Yaad karna Sirf Humko!!!
Dastak dee kisi ne
Dastak dee kisi ne
Kaha hushiyan laya hun
Inbox shota na per jae,itni duaain laya hun
Nam hai mera sms
Aap ko advance ma eid mubarak kehne aya hun
Raat ko nya chand mubarak
Raat ko nya chand mubarak
Chand ko chandni mubarak
Falak ko sitare mubarak
Sitaron ko Bulundi mubarak
aur aap ko hamari taruf se Eid Mubarak
Eid aaye Tum na aaye
Eid aaye Tum na aaye kya Maza hai Eid ka
Eid hi to Naam hai Ek Dusrey ki Deed ka
Tohfa bhi na bej saka eid ki
Bus mere pass hai yehi tohfa
Dhuva aur “Eid Mubarak”
May this…
May this…
Eid bring Fun, Eid bring Happiness,
Eid bring God Endless Blessings,
Eid bring fresh love…
EID MUBARAK to You with all best wishes.
Kash hum ek SMS
Kash hum ek SMS hoty bas aik click mey aap ky paas hoty mana k aap hamy delete kar letay laikin kuch dair k liye tou hum aap ky paas hoty or bari khushi say kehtay EID MUBARAK
Jub kabi bin mange
Jub kabi bin mange app per khushion ki bersaat ho, jub kabi app ka dil anjaani khushi se betaab ho, to samaj lena koi aap ko duaon main yaad ker raha hai. Happy Eid
Eid leka aate hai dher sare khusiya,
Eid leka aate hai dher sare khusiya,
Eid mita deta hai insan mai duriya,
Eid hai khuda ka ek nayam tabarok
Eisi liye kahte hai sab EID MUBARAK
Aaj se amire Garibi ka fasle na rahe,
Aaj se amire Garibi ka fasle na rahe,
Har Insan ek duje ko aapna bhai kahe,
Aj sob kuch bhool ka aa gale lag ja,
Mubarak ho tuje yeh EID-UL-AZHA.
|
|
|
|
|
|
|







